Friday, 23 June 2017

TUM NA HO

Kal raat ek khyal bhi aisa na tha,
ki jismain tum na ho...
kiye lakho'n sawal iss chote se dil ne ,
ek bhi swal aisa na tha jismain tum na ho ...
bunta gya chadar khyalo'n ki raat bhar ,
dekhta rahan apne halat ishq main ek nazar,
koi bhi aisa jahan main khyalat na tha jismin tun na ho ..
Milna bichardna to Baat Mukkadar ki h ,
Gin'nt raha aasmaa'n Dekhta raha taaro'n ko ,
Na dikhao aisa ek bar b wo chand jismain tum na ho ...
Likhta Raha apne hi Hatho'n apni barbadi ka falsafa ,
"Chauhan" "Meri kalam " se wo "Dil ki zubaa'n",
Na hua koi fasana aisa baya'n jismain jikar tera na ho ...

BY : Shubham Singh Chauhan
Meri Kalam - Dil Ki Zubaa'n

No comments:

Post a Comment

"गुनाह"(GUNAAH)

गुनाह कितने है मेरे, मैं खुद नही जानता, मैं तेरा क्या हिसाब करूँ।। जवाब तो बात दूर की है, ये भी तो एक सवाल ही है, मैं तुझसे क्या सवाल क...